Points of Zikr e Khafi
Insaan Jism or Rooh se bana hai. Jism key kch elements hotay hain. Aag Hawa pani n matti. isi tarah jism kay kuch lataif hotay hain jo jism kay keypoints hotay hain, yani zaruri kaam saranjam detay hain. ex: dimagh, dil, gurday, digestive system etc.
Isitarah rooh k bhi elements or lataef hotay hain. rooh ka element noor hay. jesa kay hadith mein zikr hay. or rooh key lataif 6 hotay hain.
1.Qalb (heart)
2.Rooh
3.Siri
4.Khafi
5.Akhfa
6.Nafs
7.sultan ul Azkaar
(see following illustration for an idea of position of each latifah in body)
qalb - heart
ruh - life / spirit
Sirri - literally means "the secret"
khafi - literally means " Hidden"
akhfa /ikhfa - literally means Most hidden
these being the five points of focus all lying within the breast, as can be clearly observed through Kashf and falls in coherence with the knowledge or information provided to us through the Quran and Hadith regarding the importance of Qalb and the opening of the beast for light and Islam.

dear qalb aur rooh neechey hotey aur siirri khafi ooper hotey
ReplyDeletelataif ka zikar aksar wo log kartay hain ........... jin ko zaat e haqq ki khabar nai hoti
Deletethora tafseel say batayen gay?
DeleteAsalam u Alakum
ReplyDeleteThanks Brother For Info :)
Dear brother jub Zikar ko Start Karty hay To Start Qaliab say hota hay or Phir Rooh Pay Latifa Lay kay jaya Jata Hay .....
Thanks
Please Like the Page For More Info
https://www.facebook.com/HazratShahidAbbas
Hi.
ReplyDeleteum..aik sawal hai...is it true that ruhani hastian come wen a person does zikr-e-khafi?
i want a 100% answer plz
thank you :)
when you reach that level then yes, otherwise it depends on that spirit
Deletebut zikr kerna kaisey he????
ReplyDeleteAbsolutely Mind Blowing ZIKR
DeleteQalab (heart) pay Zikar ki Zarab karni hoti hai
ReplyDeleteSans ko andar Lay kay jayay aur ALLAH Khayal Karo Aur Saans Jab Bahar Lay Kay aay To Lafz Ho Khayal Kary .
Mean ALLAH HO is Tarah 7 Points pay zikar Karty hain
https://www.facebook.com/HazratShahidAbbas
plz is page pay say or info bhi lay.
assalam o alikum Azizam ALLAH ka Zikkar buht tareeqon se hota hai aur Qalb ko jari kia ja skta hai. aap koi bhi tareeqa apna lain mgr dosray ko ghalt mat kahein.......... Spiritulism me Aqal aur nafs hi sab se baray dushman hein.
DeleteAssalam o alaikum Mohtaram in sha ALLAH jald he Mazeed he information provide ki jayegi takkay aap ko samajh aye.............. ALLAH ko yaad krne k khafi tareeqay buht se hein . ALLAH ki taraf to kai rastay jate hein magar zruri nae k ham hr hikmat ko smajh sakein......... aap k notification ka shukria.... hm apni information ko mazeed behtar paish krein ge
Deletethanks bro for telling the Spiritulism me Aqal aur nafs hi sab se baray dushman hein.
Deleteبسم اللہ سے ابتدا ہے زکر کی جو زبان سے پڑھا جاتا ہے اس بعد کلمہ شریف بھی پہلے زبان سے پڑھا جاتا ہے اس کے زکر قلبی شروع ہوتا ہے جو کہ ایک حقیقت کی طرف کا سفر ہے جب قلبی زکر روح کو طاقت بخشتا ہے تو انسان پھر سانس پر زکر اللہ وارد کرتا ہے اسے زکر خفی کہتے ہیں جس کے بارے میں کہا جاتا ہے جع دم غافل سو دم کافر بس اسی طرح خفی کی منزل طہ کرنے کے بعد انسان مقام اخفی کی طرف سفر شروع کرتا ہے یہ زکر تصور ہا خیال کی طرح ہے کہ بظاہر آپ دنیا میں ہیں مگر آپ کا دماغ اللہ کے زکر میں مشغول ہے دماغ اللہ کے بارے میں ہی سوچ رہا ہوتا ہے اور یہ وہ مقام ہے جہاں میراں بھیک رحمتہ علیہ کا فرمان ہے
Deleteبیکھا فقیری سیکھنی ہے تو پنہارن سے سیکھ
پاوں جس کا ڈگر میں سوچ اس کی گگھر میں
پنہارن اسے کہتے ہیں جو کنواں سے پانی بھر کے لا تی ہیں تین سے چار پانی کے برتن ایک کے اوپر ایک رکھ کے اگے کی منزلیں یہاں زکر نہیں کی نہیں تو وہ بھی آپ کو بتاتا جو کسی سید کا مرید ہو گا اس کو اس طریقت کا علم ہو گا
واللہ ہو عالم
AoA
Deletekindly mjy mzed information den mjy azkar k bary m malomat chiye
Plz. elaborate about the diffrent Latifa which you have given above illustration, why we use these latifa while zikr. And some time its deffrent from other silsila...
ReplyDeleteplz visit and like the page for more info
ReplyDeletehttps://www.facebook.com/HazratShahidAbbas
Assalam o alikum Mohtaram aap kisi silsile wale se bhi baat krein ge to woh apne silsile ko best samajhta hai ......... ALLAH aap k Silsile ko Mazeed tarqqee de chaar chand lagaye.... Shaiyed kabhi aap bhi hmare liye dua go hoon...... Mafhoom e Hadis k mutabiq aap Dusron ke baray mein acha Sochein to aap ka Chehra Roshan ho jata hai
ReplyDeleteAssalam o alikum dear aap ko jald hi mazeed information mil jayegi.... but kindly ALLAH k zikkar k kisi tareeqay ko bura na samjhein....... hr neki ke raastay mein he Tanqeed hoti hai....ALLAH aap k aur Silsile ko DIn dugni raat Chugni Taraqee de
ReplyDeleteBhai jaaan qalb kitnay din may jari hota hey ???
DeleteAsalama-o-Aliquam
ReplyDeleteMohtram Bahio..Zikar karnay ka sab say behter tareeqa hey kay phelay kisi kamil murshid say baayt lee jay or phir app kay murshid app ko khud say zikar daien gay. Tasawoof main apnay murshid say rabta utna hee zarori hey jitna kay jeenay kay liay hawa. So consistency sirf kamil murshid kee sohbat say ati hey.
JazakAllah
theek kaha
DeleteMujhey Miley Mere Kamil Murshid Mian Muhammad Hanafi Saifi Damat Barakatu humul aaliya
in aastana Aaliya Ravi Rayan Shareef
Allah ka ziker dil say kero air ziada dair alag bhait kr kro.yeah lataif kafi mhnat air ziker say chltay hain.his peer k pass bhi jao gay won tum ko ziker hi ka khay ga air yeah k hr wqt ziker kro .yani maximum time.phir yeah lataif jari hotay gain air us k bad bhi aged ziker chor do gay to yeh automatic ziker walu kafiaat close ho jati gain
ReplyDeleteMurShid agr kamil hai to wo tawajjo krtey hain
Deletejis se batini sfai hoti hai or lataif jaldi chal jatey hain or Batini trakki bhi hoti hai
Raah de Raah de har koi aakey main wi aakhan Raah de
Bin Murshid taino Raah nai o Labna ainwain rul mar Sain which Raah de
Waqar bhai someone asked me zikr in silsila saifia is proved by any hadith...plz tell me hadith mubarka by reference..
ReplyDeleteDear Brother Khafi zikar k barey main Hazrat e Aaisha fermati hain k nabi Akram SAW aik lamha k liyey bhi Allah k Zikar se gaaafil na they
Deleteto ye zikar e Khafi k bgair kaisey Mumkin Hai?
Tasawwuf main har cheez ka suboot Quran o Hadees se hi hota hai
I have come across this website http://roohanimadad.ecrater.co.uk/ during my research on Lataif they have some really good Items to do with Lataif opening Items and Oils what you can use during meditating it help me a lot when I was trying to open my Lataif. hope everyone can benefit from it.
ReplyDeleteJo Momin Apne 7 lataif activate kerwana chahta ha zikar jari kerwana chahta ha itni jaldi keh wo soch bi nahi sakta FEE SABI LILLAH. Kindly contact me i will guide you to that Wali e Kamil. ims_971@yahoo.com
ReplyDeleteHi mere latife jari kijiye,meherbani hogi
DeleteI need activation of my lataif pl
DeleteMy whatsapp #19174786745
My email shahed869@gmail.com
Kis Silsila Main???
DeleteAnybody want zikar under the supervision of master
ReplyDeleteI need zikr,activation of lataif,
DeleteMy email shahed10668@yahoo.com
Har Salasil mein Lateaf sitta ki jagah kuch alag batayi gayi hai ... jaise ki Uper wale picture pe batayi hue Latif Nakhsbandiya- Mujaddiya silsile se wakif hai.. Chistiya Silsila mein Nafs , Khafi aur Akhfa ki Jagah alag hai...
ReplyDeleteSab se badi baat ye hai .. Ye Lataef Murshid k Nishbat pe ek Talim ke silsile se mehnat per activate hote hain...
Ye Murshid k uske Talib-e-ilm k shakshiyat per aur uski mehnat per alag alag mukamo k tarj per activate hote jate hain ...
Puri zindagi lagti hai aur ye raah Ishq-e-ilahi ki raah hai .. Jiska matlab hai Qalb ka Khali kar Haq ka intezar karna aur Tazkiya Nafs ka hote rahna.. Nafs -e - Ammbara se Naf-e Mutmainna mein badalna... Sab ek Silsilewar Talim hai jo Bagair Ustad k Hasil Namumkin hai ...
Aaj Kal k Peeri Muridi mein Ye talim agar Mureedo ko na di ja rahi ho to samajh lijiye ki Imaan aur waqt Khatre mein dalne ja rahe hain>>
Mursheed ek Ustad k Maine hai jo is Talim se Bekhoobi waqif hai >>
Talim Qalb se shuru ho k Akhir Nafs tak (Zindagi bhar chalti hai ) Jisme Murqba kam se Kam (45 Min) Zaruri hai aur Darud Sharif ki Qasrat k Saath Saath Tahajuud mein Zikr bil Jahar bila naga ki Qasrat hai ...
Aaaah aaj k nakal Talib -e-ilm ko Nakal Ustaad hi milte hain... Aur is Shariat k Asal Maze se waqfiyat se bekhabar us maze ko na pehchan paye aur galat hantho mein fans ja te hain ....
Peer-o-Mursheed to PALne wala nahi PAALne wala Hona Chahiye...
Agar Asal Mehnat pe yaqeen karne wale ho to Allah ki Hama Waqt Zikr mein Maza aur surur chahiye to Mujh Talib-e-ilm se rafta kar saktein hain .. Ek Sheikh ko Janta hun jo 6 Silsile k Amil hain aur HAQ tala ki Pehchan aur unse muhabbat ki raah jante hain ...
Allah Aapko Allah ki Muhabbat aur Uske Rasool (SAW) ki Muhabbat sine mein Daale
Ameen
Apka contact number share kijiye
DeleteHar Salasil mein Lateaf sitta ki jagah kuch alag batayi gayi hai ... jaise ki Uper wale picture pe batayi hue Latif Nakhsbandiya- Mujaddiya silsile se wakif hai.. Chistiya Silsila mein Nafs , Khafi aur Akhfa ki Jagah alag hai...
ReplyDeleteSab se badi baat ye hai .. Ye Lataef Murshid k Nishbat pe ek Talim ke silsile se mehnat per activate hote hain...
Ye Murshid k uske Talib-e-ilm k shakshiyat per aur uski mehnat per alag alag mukamo k tarj per activate hote jate hain ...
Puri zindagi lagti hai aur ye raah Ishq-e-ilahi ki raah hai .. Jiska matlab hai Qalb ka Khali kar Haq ka intezar karna aur Tazkiya Nafs ka hote rahna.. Nafs -e - Ammbara se Naf-e Mutmainna mein badalna... Sab ek Silsilewar Talim hai jo Bagair Ustad k Hasil Namumkin hai ...
Aaj Kal k Peeri Muridi mein Ye talim agar Mureedo ko na di ja rahi ho to samajh lijiye ki Imaan aur waqt Khatre mein dalne ja rahe hain>>
Mursheed ek Ustad k Maine hai jo is Talim se Bekhoobi waqif hai >>
Talim Qalb se shuru ho k Akhir Nafs tak (Zindagi bhar chalti hai ) Jisme Murqba kam se Kam (45 Min) Zaruri hai aur Darud Sharif ki Qasrat k Saath Saath Tahajuud mein Zikr bil Jahar bila naga ki Qasrat hai ...
Aaaah aaj k nakal Talib -e-ilm ko Nakal Ustaad hi milte hain... Aur is Shariat k Asal Maze se waqfiyat se bekhabar us maze ko na pehchan paye aur galat hantho mein fans ja te hain ....
Peer-o-Mursheed to PALne wala nahi PAALne wala Hona Chahiye...
Agar Asal Mehnat pe yaqeen karne wale ho to Allah ki Hama Waqt Zikr mein Maza aur surur chahiye to Mujh Talib-e-ilm se rafta kar saktein hain .. Ek Sheikh ko Janta hun jo 6 Silsile k Amil hain aur HAQ tala ki Pehchan aur unse muhabbat ki raah jante hain ...
Allah Aapko Allah ki Muhabbat aur Uske Rasool (SAW) ki Muhabbat sine mein Daale
Ameen
ALHAMDULILAH
DeleteBahut khoob farmaya hai apne
Shahid khan aap mujhe apna no de dijiye mujhko is raah p chlna h
DeleteComment ko delete kesy krty hen? .mera last coment delete kr den shukriya
ReplyDeleteAsalam u alakum i can't find your last comment
DeleteDeleted
DeleteYou can Find this zikre khafi in all cities of Pakistan in silsila Naqshbandia saifia.Mainly in Lahore rawi riyan
ReplyDeleteThanks for you contribution
DeleteMake a Research on zikre khaffi in Pakistan in silsila naqshbandia Saifia .Mainly lahore Ravi rian
ReplyDeleteThanks for you contribution
ReplyDelete